Accounts whatsapp,facebook ya instagram jaise free platform par kaafi asaani se bnaye ja sakte hai . Yahi nhi aajkal to users multiple play store accounts bhi hone lage hai. Aaj ke is post me ham aknege ki whatsapp par do account kaise banaye Aur Sath How to Use multiple accounts on single phone

Ak se jyada accounts banana koi badi mehanat ka kaam nhi hai, par un accounts ko manage karna chunawtipurn ho sakta hai
aesi stithi me apne accounts ko desktop par login krke aur log out karke samabhala ja sakta hai par android phone users ya phir smartphone users ke liye thoda muskil ho sakta hai
kyoki kai apps sign in aur sign out ka option nhi dete hai to users ke pas bas ek hi rasta baach jata hai uninstall.
Ya is samasya ko suljhane ke liye google play store par apps cloners uplabhadh hai jo ki do accounts ya isse jayad abhi istemal kar sakte hai apne ek phone par. Ek bar clone ban jaye to aap jitna bhi chaye utna bar login aur log out phayada utha sakte ho.
ye apps ke download ho jane ke bad apka sara multiple accounts wala samasya puri traha se khatam ho jayega aaiye jante hai aese hi kucch apps ke bare me jo ki google play store me uplabhadh hai
aur aap waha se bilkul free me apne smartphone me download kar asani se istemal kar sakte to chaliye shuru karte hai un apps ke bare me silsila :-
Parallel space
Download App
Yah app abtak ka sabse jayada popular aur sabse jayda bar download kiya ja chuka hai. Maine sbse pahle yahi app ka istemal kiya tha apne do whatsapps accounts ko chalane ke liye. yah app bhut hi achha hai aur iske feature bhi bahut acche hai. Is app through app kisi bhi popular social media ka clone bana sakte hai aur use free me proyog kar sakte hai. Is app ko downlaod kkarne ke liye aapko play store par parallel space saerch karna hoga firsts resuts me jo aayega us app ko aapko apne smartphone me install install kar sakte hai aur parallel space app ka maje le sakte hai .
Accounts
Download App
yahi bhi app social media site ko clone banata hai is app me parallel space se kucch jyda feature shamil hai.
Is app me aap play store ka bhi multiple accounts ko bana skate hai aur istemaal kar sakte hai yah bhi app bahut popular hai aur acche rating ke sath play store par jagah banye hue hai .ise bhi aap free me istemaal kar sakte hai
Parallel U
Download App
yah bhi samaan karya karta hai kisi app social media app ko clone banane me madad krta hai aur sath me use clone bhi kr deta hai.isi app ke sath iska user interface kaafi mohak hai aur ise assani se proyog kar sakte hai.
Space ki bat kare to yah app kaafi kam space ko apne work ke liye rakhta hai aur isse aapke/hamare smartphone pr koi bad perfomane nhi padega .
Super clone
Download App
yah bhi sabhi apps ki tarh hi milta-julta hai.is app ki user interface ki bat kaare to kaafi accha hai jisse aap asani se app ko control kar sakte hai.
Super clone app ka bhi karya same hai ye bhi dusre social media app ko clone banane me madad karta hai.
Is app me ak kaas khasiyat hai ye app dusre app icon ko customize karne ka karya bilkul hi asani se kar deta hai issme koi badi presani wali bat nhi hai .
Yah kewal ak hi app cloner hai jo is ( icon custmization ) feature ko apne app ke sath samil kiya hai
Multi
Download App
yah app android phone ke liye light wight version me play store par uplabhadh hai.multi app cloning ke awala ak anya feature diya gya hai .
is app ka locking feature logo ke mobile me jagah bana liya hai isse feature ke wajah is app ko kaafi logo tak pahunch mili hai.
Conclusion
Hamne Is Article me bataya ki kaise ham single phone do ya isse jyada social site ko kaise istemaal kar sakte hai. agar aapko ye article pasand aaya aur aapko help mili to aap hame comment kar bataye aur apne dosto aur family ke sath jarur share kare.
Front-line
Solomon Islands